Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeGulshan Bawra
HomeGulshan Bawra
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaj hai do october ka din aaj ka din hai bada mahaan aaj ke din do phool khile hain jinse mehka hindustaan naam ek ka baapu gandhi aur ek laal bahaadur hai ek ka naara aman ek ka jai jawaan jai kisaan baapu jisne maanavta ka duniya ko sandesh diya baagdor bhaarat ki sambhali nehru ko aadesh diya laal bahadur jisne humko garv se jeena sikhlaaya sach puchho to geeta ka adhyaay usi ne dohraaya vishwa shanti ke hit mein dekho in veeron ne diye hain pran ek ka naara aman ek ka jai jawaan jai kisaan mere munne do october ke shubh din hi tu janma meri yahi duwayen hain ki un jaisa hi tu banna aur jo un jaisa na ban paaye to phir itna karna kam se kam unke batlaaye raste par hi tu chalna jinpe duniya naaz karegi tu hai un veeron ki shaan ek ka naara aman ek ka jai jawaan jai kisaan aaj hai do october ka din aaj ka din hai bada mahaan aaj ke din do phool khile hain jinse mehka hindustaan
aaja mil ke chalen wahaan phool pyaar ke khile jahaan le ke haathon mein haath chalen saath saath manzil ki khoj mein hum rang lai hai preet gaayen pyaar ke geet ye hi keh raha hai mausam le ke haathon mein haath chalen saath saath manzil ki khoj mein hum rang lai hai preet gaayen pyaar ke geet ye hi keh raha hai mausam aaja mil ke chalen wahaan phool pyaar ke khile jahaan ek dard meetha ban ke tu sama gaya hai dil mein ek dard meetha ban ke tu sama gaya hai dil mein dil kehta hai chhup jaun main tere haseen aanchal mein rangeen fiza ye thandi hawa aa jhoom ke lag ja gale le ke haathon mein haath chalen saath saath manzil ki khoj mein hum rang lai hai preet gaayen pyaar ke geet ye hi keh raha hai mausam aaja mil ke chalen wahaan phool pyaar ke khile jahaan ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ek raah ke hum do raahi bichhdenge kabhi na mil ke ek raah ke hum do raahi bichhdenge kabhi na mil ke kismat mein hai jinke khilna wo phool rahenge khil ke hum gaate
Aao Mere Paas
ae baabu meri chaal mein jhatke dekh le palat ke aa ha ha haa ae baabu main mem vilayati palle padi jatt ke aa ha ha haa ae baabu meri chaal mein jhatke dekh le palat ke aa ha ha haa angrezi fashion mein lagti hai sardi phir bhi na samjhe saiyaan bedardi angrezi fashion mein lagti hai sardi phir bhi na samjhe saiyaan bedardi ae baabu aise door hatke baith na simat ke aa ha ha haa ae baabu meri chaal mein jhatke dekh le palat ke aa ha ha haa ha aaa aaa aaaa aa aa aa aa abhi tak jahaan se anjaan hai tu main to kahungi nadaan hai tu abhi tak jahaan se anjaan hai tu main to kahungi nadaan hai tu ae baabu kabhi pyaar se mil tu aaye bhoole bhatke aa ha ha haa ae baabu meri chaal mein jhatke dekh le palat ke aa ha ha haa thank you very much tu jo hansa hai ab tu mere jaal mein fansa hai thank you very much tu jo hansa hai ab tu mere jaal mein fansa hai hey baabu hum pyaar karenge duniya se datke aa ha ha haa ae baabu meri chaal mein jhatke dekh le palat ke aa ha ha haa
Ae Meri Jaane Wafa
na jaane kyun dil se ye aawaaz aayi milan se hai badh ke tumhaari judaai in aankhon ke aansoo na kehlaate moti agar tum na hote agar tum na hote agar tum na hote agar tum na hote
Andar Baahar Baahar Andar
beete huye din kuchh beete huye din kuchh aise hi hain beete huye din kuchh aise hi hain yaad aate hi dil machal jaaye beete huye din kuchh aise hi hain beete huye din kuchh aise hi hain yaad aate hi dil machal jaaye beete huye din kuchh angdaayi mujhe yun aayi angdaayi mujhe yun aayi toot gaya haaye mera ang ang re toot gaya haaye mera ang ang re bedardi ab to aaja aa hi gaya phoolon pe bhi mast rang re aa hi gaya phoolon pe bhi mast rang re haaye mast rang re beete huye din kuchh panchhi re tu kya jaane panchhi re tu kya jaane kaisi lagi kaahe lagi dil ki lagi re kaisi lagi kaahe lagi dil ki lagi re tanhaayi ab nahin bhaye aaj mere dil mein nayi preet jagi re aaj mere dil mein nayi preet jagi re haaye preet jagi re beete huye din kuchh aise hi hain beete huye din kuchh aise hi hain yaad aate hi dil machal jaaye beete huye din kuchh hmmm hmmm oooooo
Bhajan Bina Chain Na
dhol baaja dhol baaja dhol dhol jaaniyaa dhol baaja dhol dhol jaaniyaa zindagi ke saaz pe naacho sabhi jhoom ke ban jaayen pyaar ki kahaaniyaan zindagi teri to ek chhapi hui kitaab hai jis mein tere len den ka sabhi hisaab hai apne dil ke aaine mein jhank aur dekh le khud hi ek sawaal hai tu khud hi ik jawaab hai are dekh zara oye hoye dekh zara dil ki meharbaniyaan dekh zara dil ki meharbaniyaan zindagi ke saaz pe naacho sabhi jhoom ke ban jaayen pyaar ki kahaaniyaan dhol baaja dhol dhol janiyaa hoye dhol baaja dhol dhol janiyaa zindagi ke saaz pe naacho sabhi jhoom ke ban jaayen pyaar ki kahaaniyaan dhol baaja dhol dhol janiyaa saaz wo ki jis se sada aaye sada pyaar ki phool wo ki jis pe khud fida ho rut bahaar ki jiska mol hai use to har koi khareed le jiska koi mol nahin wo khushi hai pyaar ki pyaar se pyaar se saja lo tum jawaniyaan pyaar se saja lo tum jawaniyaan zindagi ke saaz pe naacho sabhi jhoom ke ban jaayen pyaar ki kahaaniyaan dhol baaja dhol dhol
zuu zuu zuu zuu zuu zuu zuu zuu zuu are zuu zuu zuu zuu zuu zuu zuu zuuu hey dil agar jawaan hai to hai to aadmi jawaan hai are zindagi hai uski jispe jispe husn meherbaan hai ruuuuuuu ru ruuuuuuuu dil agar jawaan hai to aadmi jawaan hai zindagi hai uski jispe husn mehrbaan hai husn mehrbaan hai dil agar jawaan hai to aadmi jawaan hai zindagi hai uski jispe husn mehrbaan hai husn mehrbaan hai ha ha ha ha ha ha ha ha ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru jeena hai to duniya mein pa pa pa pa jeena hai to duniyan mein apna rang jama ke jee masti ka ye paimaana sabse takra ke pee are jeena hai to duniyan mein apna rang jama ke jee masti ka ye paimaana sabse takra ke pee pyaar ke nashe mein jhoom isme teri shaan hai are zindagi hai uski jispe husn mehrbaan hai husn mehrbaan hai dil agar jawaan hai to aadmi jawaan hai are zindagi hai uski jispe husn mehrbaan hai husn mehrbaan hai pa pa pa pa pa pa pa pa pa pa pa pa pa pa pa pa pa pa pa pa pa pa pa pa pa bina piye hi
are dil ka rishta jod diya hai tujhse o dilli waali tujhse o dilli waali are dil ka rishta jod diya hai tujhse o dilli waali pyaar tera le aaya mujhpe laal kile ki laali de taali mili pyaar ki aazaadi chat mangni te pat shaadi arre mili pyaar ki aazaadi chat mangni te pat shaadi dil ka rishta jod diya hai tujhse o dilli waali pyaar tera le aaya mujhpe laal kile ki laali de taali mili pyaar ki aazaadi chat mangni te pat shaadi arre mili pyaar ki aazaadi chat mangni te pat shaadi chaandani chwok mein chaand sa chehra sang chalega mere are sang chalega mere dekh ke hamko log kahenge ho gaye door andhere aaja donon milke le lein kutubminaar ke phere kutubminaar ke phere phir toh saare dilli waale ho jaayenge tere kyun ki mili pyaar ki aazaadi chat mangni te pat shaadi are mili pyaar ki aazaadi chat mangni te pat shaadi mughal baag ke phoolon ka tu sehra baandh ke aana sehra baandh ke aana doli mein bithlaa ke mujhko apne ghar le jaana dilli jaise aaj saji hai aise khud
hey do din ki jawaani mein bhi agar do din ki jawaani mein bhi agar jeene ka maza na liya to phir kya kiya to phir kya kiya to phir kya kiya zulfon ke haseen saaye mein sanam har pal ko tu rangin bana baahon ke jawan ghere mein zara aa jhoom ke tu aa bhi ja dil akhir wo kis kaam ka haiiiii dil akhir wo kis kaam ka hai jo kabhi diya na liya na liya to phir kya kiya to phir kya kiya jeene ko yahan jeete hain sabhi par wo jeete jee mar gaye jo pyaar kisi se kar na sake aur duniya se jo dar gaye is pyaar ko duniya jurm kaheee is pyaar ko duniya jurm kahe kya badon ne wo nahin kiya nahin kiya to phir kya kiya to phir kya kiya to phir kya kiya
are hai hai mubarak aaj ka din raat aayi hai suhaani shadmaani o shadmaani shadmaani o shadmaani hai mubarak aaj ka din raat aayi hai suhaani shadmaani o shadmaani shadmaani o shadmaani aaj toh nasha aisa chadha puchho na yaaro main hoon aasmaan pe mujhe neeche utaaro aaj toh nasha aisa chadha puchho na yaaro main hoon aasmaan pe mujhe neeche utaaro mujhpe sada hansti raho yun hi bahaaro mil ke mere saath naacho aapki hai meherbaani shadmaani o shadmaani shadmaani o shadmaani hai mubarak aaj ka din raat aayi hai suhaani shadmaani o shadmaani shadmaani o shadmaani dekho meri aankhon mein hain dore gulaabi main to nahin peeta hua phir bhi sharaabi dekho meri aankhon mein hain dore gulaabi main to nahin peeta hua phir bhi sharaabi ye hai tere pyaar ka nasha chanda si bhabhi bhaiya raaja ghar mein le ke aa gaya pariyon ki raani shadmaani o shadmaani shadmaani o shadmaani hai mubarak aaj ka din raat aayi hai suhaani shadmaani o shadmaani shadmaani o shadmaani aangan
burrrrrrrrrrrrrr holi hai re holi bhugumako gori gori chhori bhugumako chhori badi bholi hai bhigi bhigi choli hai holi hai re bholi holi hai re holi hai holi hai ke bholi hai holi hai ke choli hai holi choli hat choli holi hat holi bholi hat rang dunga sabko main pyaar bhari baaton se rang dunga sabko main pyaar bhari baaton se aaj koi aaj koi bach na sakega mere haathon se aaj koi bach na sakega mere haathon se rang dunga sabko main ho laale bachiyo haha ha choli bhigo doon ho chunari bhigo doon mujhko kiska dar hai har ek naari hi aaj hai gopi kaanha har ek nar hai holi mein jo bhi ho so kam hai rok le mujhko jismein dam hai re aaj koi aaj koi bach na sakega mere haathon se aaj koi bach na sakega mere haathon se rang dunga sabko main ho bhopu ha ha ha haha haha aaj wo din hai khelen rang se naachen gayen milke aa gori aa in baahon mein armaan poore hon dil ke holi to hai milne ka bahana ab na chalega re yun sharmana aaj koi aaj koi bach na sakega mere haathon se
hua yun pyaar jawaan basega dil ka jahaan koi na ghum ho jahaan chalo chalen hum wahaan hua yun pyaar jawaan basega dil ka jahaan koi na ghum ho jahaan chalo chalen hum wahaan yahi hai dil ki sadaa raho nazar mein sadaa ab ek pal bhi sanam kabhi na honge judaa yahi hai dil ki sadaa haaaa aaaaa aaaa raho nazar mein sadaa aaaaa aaaaa aaaa ab ek pal bhi sanam aaaaa aaaaa aaaa kabhi na honge judaa hua yun pyaar jawaan basega dil ka jahaan koi na ghum ho jahaan chalo chalen hum wahaan dulhan banungi sajan chalungi main ban than bhare tu maang meri khilega dil ka chaman dulhan banungi sajan chalungi main ban than bhare tu maang meri khilega dil ka chaman hua yun pyaar jawaan basega dil ka jahaan koi na ghum ho jahaan chalo chalen hum wahaan hua yun pyaar jawaan basega dil ka jahaan koi na ghum ho jahaan chalo chalen hum wahaan
humka aisa waisa na samjho hum bade kaam ki cheez humka aisa waisa na samjho hum bade kaam ki cheez o baabu bade kaam ki cheez kaun bura hai kaun bhala hai are kaun bura hai kaun bhala hai hum ka hai tameez humka aisa waisa na samjho hum bade kaam ki cheez o baabu bade kaam ki cheez are ek din hum gaye jungle ma are ek din hum gaye jungle ma uhan mil gaye hamka daaku sasura mil gaye humka daaku kisi ke haath ma barchha bhaala kisi ke haath ma chaaku ha ha kisi ke haath ma chaaku humne puchha are humne puchha kitne ho tum tab wo bole das aisa haath jamaaya do gaj dharti ma gaye dhas dhas dhas humka aisa waisa na samjho hum bade kaam ki cheez humka aisa waisa na samjho hum bade kaam ki cheez o baabu bade kaam ki cheez are ik din apne gaon ma are ik din apne gaon ma ik mem shehar se aayi ik mem shehar se aayi dekh ke apni mast jawaani man ma woh muskaayi are man ma woh muskaayi bade pyaar se are bade pyaar se usne humka diya gulaabi phool haath jod kar phir woh boli
hmm hmm hmm hmm mm jaane mujhe kya hua re kya hua re jaane mujhe kya hua re jab se toone chhua re dil ki lagi aur badhi jaaye haaye oh ho ho ho jaane mujhe kya hua re jab se toone chhua re dil ki lagi aur badhi jaaye haaye chhoone se tera ye haal hai kaisa ye kamaal hai jaane kya hoga baahon mein jo aaye haaye hoye hoye chhoone se tera ye haal hai kaisa ye kamaal hai jaane kya hoga baahon mein jo aaye haaye teri baahon mein na aaun teri baahon mein na aaun kahin jal hi na jaaun mera dil bhi to maane na jo bhi dil mein lagaaye wahi dil ki bujhaaye meri jaan tu ye jaane na jaane mujhe kya oh ho ho ho jaane mujhe kya hua re jab se toone chhua re dil ki lagi aur badhi jaaye hayee chhoone se tera ye haal hai kaisa ye kamaal hai jaane kya hoga baahon mein jo aaye haaye na banaa tu bahaane na banaa tu bahaane kya milega o deewaane meri zulfon ko uljha ke wo kali to khilegi pyaar se jo milegi zara mil humse lehraa ke jaane mujhe kya oh ho ho ho jaane mujhe kya hua re jab
jeena ye koi jeena to nahin pyaar ke bina jeena bhi hai saza jeena ye koi jeena to nahin pyaar ke bina jeena bhi hai saza o mere saathi mausam hasin hai aaja sanam tujhe kasam sun le dil ki sada jeena ye koi jeena to nahin pyaar ke bina jeena bhi hai saza tanha nahin katengi iss zindagi ki raahein oooo manzil tab milegi baahon mein jab hon baahein jab tak rahen aaja sanam mil ke chalen o mere saathi mausam hasin hai aaja sanam tujhe kasam sun le dil ki sada wo dil to dil nahin hai jis dil mein pyaar na ho kis kaam ki ye duniya gar koi yaar na ho achchi nahin o jaane jaan yeh berukhi o mere saathi mausam hasin hai aaja sanam tujhe kasam sun le dil ki sada jeena ye koi jeena to nahin pyaar ke bina jeena bhi hai saza o mere saathi mausam hasin hai aaja sanam tujhe kasam sun le dil ki sada
hmm hmmm aaaaa aaaaaa hey hey heyyyy kuchh sochun haan socho heyyyyy kuchh sochun haan socho kuchh bolun haan bolo are kabhi na huyi jo baat baat wo ho jaane de meri jaan ho jaane de heyy heyyyy chhedo na chhodo na dil ki dil mein hi rehne do kuchh sochun haan socho heyyyyy kuchh sochun haan socho kuchh bolun haan bolo are kabhi na huyi jo baat baat wo ho jaane de meri jaan ho jaane de heyy heyyyy chhedo na chhodo na dil ki dil mein hi rehne do kuchh sochun haan socho dekho na is tarah se mujhe muskura ke behak jaaun na aaj masti mein aa ke behkenge masti mein mastaane hainnn are jaane jaan hum tere deewaane hain chhedo na chhodo na dil ki dil mein hi rehne do oooo aa gaye chalte chalte aji hum kahaan dhadkanen jaane kyun ho rahi hain jawaan haal e dil keh daalo sharmaao naa hey pyaar hai ye pyaar se yun ghabraavo naa chhedo na haan chhodo na dil ki dil mein hi rehne do kuchh sochun haan socho heyyyyyyyyy kuchh sochun haan socho kuchh bolun haan bolo are kabhi na
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aaj Hai Do October Parivar (1967) 04:15 39666
 
Poster of Parivar (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Gulshan Bawra
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nanda, Jeetendra
Duration : 04:15   Song Number : 39666   

Aaja Milke Chalen Wahaan Ghar Ghar Ki Baat (1959) 04:50 39449
 
Poster of Ghar Ghar Ki Baat (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Gulshan Bawra
Music Director- 
Kalyan Ji Veer Ji Shah
On Screen Actors- 
Minoo Mumtaz, Suresh
Duration : 04:50   Song Number : 39449   

Aao Mere Paas Kaun Kaisey (1983) 03:55 15184
 
Poster of Kaun Kaisey (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Gulshan Bawra
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Deepak Parashar
Duration : 03:55   Song Number : 15184   

Ae Baabu Meri Chaal Mein Nishaan (1983) 04:59 39103
 
Poster of Nishaan (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Gulshan Bawra
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Poonam Dhillon, Rajesh Roshan
Duration : 04:59   Song Number : 39103   

Ae Meri Jaane Wafa Neeli Aankhen (1962) 04:52 38535
 
Poster of Neeli Aankhen (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Gulshan Bawra
Music Director- 
Dattaram Wadkar
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Ajit, Shakeela
Duration : 04:52   Song Number : 38535   

Agar Tum Na Hote (Sad) Agar Tum Na Hote (1983) 01:23 39689
 
Poster of Agar Tum Na Hote (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Gulshan Bawra
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 01:23   Song Number : 39689   

Andar Baahar Baahar Andar Andar Baahar (1984) 03:29 37742
 
Poster of Andar Baahar (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Gulshan Bawra
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Suresh Wadkar
On Screen Actors- 
Anil Kapoor
Duration : 03:29   Song Number : 37742   

Beete Huye Din Kuchh Aise Hi Hai First Love (1961) 03:17 16809
 
Poster of First Love (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Gulshan Bawra
Music Director- 
Dattaram Wadkar
Singer- 
Suman Kalyanpur
Duration : 03:17   Song Number : 16809   

Bhajan Bina Chain Na Rafoo Chakkar (1975) 06:38 38363
 
Poster of Rafoo Chakkar (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Gulshan Bawra
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Aziz Nazan, Kanchan
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Neetu Singh
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 06:38   Song Number : 38363   

Dhol Baaja Dhol Dhol Vishwas (1969) 06:29 39739
 
Poster of Vishwas (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Gulshan Bawra
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Jeetendra, Aparna Sen
Duration : 06:29   Song Number : 39739   

Dil Agar Jawaan Hai Bond 303 (1985) 04:20 40043
 
Poster of Bond 303 (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Gulshan Bawra
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Jeetendra, Parveen Babi
Duration : 04:20   Song Number : 40043   

Dil Ka Rishta Anjane Mein (1978) 05:11 40484
 
Poster of Anjane Mein (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Gulshan Bawra
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Neetu Kapoor
Duration : 05:11   Song Number : 40484   

Do Din Ki Jawaani Adalat (1976) 02:39 37035
 
Poster of Adalat (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Gulshan Bawra
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
K J Yesudas
Duration : 02:39   Song Number : 37035   

Hai Mubarak Aaj Ka Din (Shadmani Ho Shadmani) Boxer (1984) 05:12 40879
 
Poster of Boxer (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Gulshan Bawra
Music Director- 
R D Burman
Duration : 05:12   Song Number : 40879   

Holi Hai Re Holi Hai Andhera (1975) 03:54 37821
 
Poster of Andhera (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Gulshan Bawra
Music Director- 
Sonik-Omi
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 03:54   Song Number : 37821   

Hua Yun Pyaar Jawaan Jab Andhera Hota Hai (1974) 03:41 36826
 
Poster of Jab Andhera Hota Hai (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Gulshan Bawra
Music Director- 
Sapan Chakraborty
On Screen Actors- 
Prem Narayan, Helen
Duration : 03:41   Song Number : 36826   

Humka Aisa Waisa Adalat (1976) 03:00 39106
 
Poster of Adalat (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Gulshan Bawra
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan
Duration : 03:00   Song Number : 39106   

Jaane Mujhe Kya Hua Re Janwar Aur Insaan (1972) 04:19 12058
 
Poster of Janwar Aur Insaan (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Gulshan Bawra
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Rakhi, Shashi Kapoor
Duration : 04:19   Song Number : 12058   

Jeena Ye Koi Jeena Agreement (1980) 05:01 37607
 
Poster of Agreement (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Gulshan Bawra
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Shailendra Singh, Rekha
Duration : 05:01   Song Number : 37607   

Kuchh Sochun Duniya Meri Jeb Mein (1979) 05:56 38777
 
Poster of Duniya Meri Jeb Mein (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Gulshan Bawra
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Neetu Kapoor
Duration : 05:56   Song Number : 38777   
Karaoke Songs of Gulshan Bawra, Sad Songs of Gulshan Bawra, Love Songs of Gulshan Bawra, Dance Songs of Gulshan Bawra, Hip-hop songs of Gulshan Bawra, Best songs of Gulshan Bawra, Super hit songs of Gulshan Bawra, hit songs of Gulshan Bawra, duet songs of Gulshan Bawra, solo songs of Gulshan Bawra, old songs of Gulshan Bawra, famous songs of Gulshan Bawra, Hindi Karaoke Songs of Gulshan Bawra, Hindi Sad Songs of Gulshan Bawra, Hindi Love Songs of Gulshan Bawra, Hindi Dance Songs of Gulshan Bawra, Hindi Hip-hop songs of Gulshan Bawra, best Hindi songs of Gulshan Bawra, super hit Hindi songs of Gulshan Bawra, hit Hindi songs of Gulshan Bawra, duet Hindi songs of Gulshan Bawra, solo Hindi songs of Gulshan Bawra, old Hindi songs of Gulshan Bawra, famous Hindi songs of Gulshan Bawra, Sing Along Songs of Gulshan Bawra, Sing Along Sad Songs of Gulshan Bawra, Sing Along Love Songs of Gulshan Bawra, Sing Along Dance Songs of Gulshan Bawra, Sing Along Hip-hop songs of Gulshan Bawra, Sing Along Best songs of Gulshan Bawra, Sing Along Super hit songs of Gulshan Bawra, Sing Along hit songs of Gulshan Bawra, Sing Along duet songs of Gulshan Bawra, Sing Along solo songs of Gulshan Bawra, Sing Along old songs of Gulshan Bawra, Sing Along famous songs of Gulshan Bawra